Wafa ruswa nahi karna, ..........Suno!Aisa nahi karna, Main pehlay hi akele hon, ..........Mujhe tanha nahi karna, Meri in jheel ankhon ko, .........Kabhi sehra nahi karna, Judai bhi jo aa jaye, ..........To dil chota nahi karna, Buhat masroof ho jana, ..........Mujhe socha nahikarna, Bharosa bhi zarori hai, ..........Magar sab ka nahi karna, Muqadaq phir muqadar hai, ..........Koi dawa nahi karna, Meri takmeel tum se hai, ..........Mujhe aadha nahi karna, Jo likha hai wohi ho ga, ..........Kabhi shikwa nahi karna.Ax
Last edited by papu.-.r0ck3r on Sat Nov 01, 2008 1:04 am; edited 1 time in total